mann ki bhawnaon ko shabdon ka roop mai deta hu

1
Mann ki bhawnaon ko shabdon ka roop mai deta hu, Kuc log kehte hain ki mai kalpanao me jita hu, Par sach to ye hai, apni lekhni se chukar Marm ko tumhare ek ehsaas naya deta hu. Unhi ehsaso ki anch se apne jhakhmo ko sekta hu... Mai ek kavi hu, mai kalpanaye bechta hu... Reh gaye ho tumhare dil me arman jo adhure, Chaha tumne bahut ho par ho na paye pure, Juban par aa na payi ho dil ki baat koi, Reh gayi ho inkar ke dar se sine me khoi khoi, Tumhare sine ki wo dharkan sun, ek rag nayi rachta hu... Mai ek kavi hu, mai kalpanaye bechta hu... Apne bhi sapne, thore rukhe thore nam se, Kehne ko bahut kuch par alphaz thore kam se, Kabhi jo kuch raj kahne the humne unse Reh gaye simat k az, unhe khone k gam se Un razo ko bhi shabdo ki tasweer me sanjota hu, Mai ek kavi hu, mai kalpanaye bechta hu. Swapnil.

Upload: swapnil-saurav

Post on 21-Dec-2015

29 views

Category:

Documents


0 download

DESCRIPTION

Poem

TRANSCRIPT

Page 1: Mann Ki Bhawnaon Ko Shabdon Ka Roop Mai Deta Hu

Mann ki bhawnaon ko shabdon ka roop mai deta hu,Kuc log kehte hain ki mai kalpanao me jita hu,Par sach to ye hai, apni lekhni se chukarMarm ko tumhare ek ehsaas naya deta hu.

Unhi ehsaso ki anch se apne jhakhmo ko sekta hu...Mai ek kavi hu, mai kalpanaye bechta hu...

Reh gaye ho tumhare dil me arman jo adhure,Chaha tumne bahut ho par ho na paye pure,Juban par aa na payi ho dil ki baat koi,Reh gayi ho inkar ke dar se sine me khoi khoi,

Tumhare sine ki wo dharkan sun, ek rag nayi rachta hu...Mai ek kavi hu, mai kalpanaye bechta hu...

Apne bhi sapne, thore rukhe thore nam se,Kehne ko bahut kuch par alphaz thore kam se,Kabhi jo kuch raj kahne the humne unseReh gaye simat k az, unhe khone k gam se

Un razo ko bhi shabdo ki tasweer me sanjota hu,Mai ek kavi hu, mai kalpanaye bechta hu.

Swapnil.