islamic

13

Click here to load reader

Upload: muhammad-atif

Post on 11-Jun-2015

1.106 views

Category:

Documents


1 download

DESCRIPTION

Different hadees and qurani aayat on various topics. Language: Urdu with some english Ahadees but soon I will separate them

TRANSCRIPT

Page 1: Islamic

1 | P a g e

Language: URDU

09

Islamic HadeesIslam v: 1.0

Muhammad Atif ([email protected])

Page 2: Islamic

2 | P a g e

ContentsAfzal Umat: ........................................................................................................................................................................ 3

Gana bajana haram (Songs)........................................................................................................................................... 3

Sabar .................................................................................................................................................................................. 4

Parents ............................................................................................................................................................................... 5

Amazing.............................................................................................................................................................................. 6

Gaib ka ILM........................................................................................................................................................................ 7

Dunya.................................................................................................................................................................................. 7

Rizk ..................................................................................................................................................................................... 7

Qyamat .............................................................................................................................................................................. 7

Koshish ............................................................................................................................................................................. 8

Takabur .............................................................................................................................................................................. 8

Sunnah Importance ........................................................................................................................................................ 8

Marriage ............................................................................................................................................................................. 9

Nations.............................................................................................................................................................................. 10

Namaz .............................................................................................................................................................................. 10

Mix ..................................................................................................................................................................................... 10

My learning from Ahadees ......................................................................................................................................... 12

Page 3: Islamic

3 | P a g e

Afzal Umat:# kuntu kharan umati(Quran) means ka tum bahtareen umat ho.

# Mosa A.I na Allah sa pocha ka mare umat sa koi ache umat ha to Allah na farmaya ka mara

mahboob ki umat ko bake umatoon pa wo izzat hasil ha jo muja apne maklokat pa hasil ha (Molana

Tariq Jamil , PK)

# sahabi said to Prophet (ملسو هيلع هللا ىلص), mubark ho us pa jo ap ko daka or aap pa eeman laya, to

Prophet (ملسو هيلع هللا ىلص) na farmaya ka mubarik ho uss pa jis na muja nai daka or muj pa eeman laya.

# Prophet (ملسو هيلع هللا ىلص) said jo mare farman-bardari karan wo mare aal ha(Molana Tariq Jamil , PK).

koma nooh. Prophet Nooh son was died and God said he is not ur son.

# aa mara bunda ma to tuj sa muhabat karta hoon, tuja mara haq ke kasam to b to muj sa

muhabat kar (Molana Tariq Jamil , PK)

# Maara dil karta ha ka ma apna bhaion sa miloon to sahabi ni kaha ka hum b to aap ka bhai

han,iss pa Nabi(ملسو هيلع هللا ىلص) na farmaya ka tum mara sahabi ho, mara bhai bad ma aayn ga jo muja nai

dakan ga oor muj pa eeman lay ga

Gana bajana haram (Songs)# Qyamat ka nazdeek log gana bajana oor shirab ko dosra naam da kar jayaz karan ga(Saheh

bukhari)

# Narrated by Abu Malik Al-Ashari, “The Messenger (pbuh) of Allah (SWT) said, “Some people

of my Ummah will drink wine, calling it by other than its real name, merriment(happiness) will be

made for them through the playing of musical instruments and the singing of lady singers. Allah will

cleave(split) the earth under them and turn others into monkeys and swine [Ibn Ma’jah Vol.5 Hadith

No.4020]

# Narrated Abu Amir or Abu Malik Al Ashari that he heard the Prophet saying, “From among

my followers there will be some people who will consider illegal sexual intercourse, the wearing of

silk, the drinking of alcoholic drinks and the use of musical instruments, as lawful. And there will be

some people who will stay near the side of a mountain and in the evening their shepherd will come

to them with their sheep and ask them for something, but they will say to him, ‘Return to us

tomorrow.’ Allah will destroy them during the night and will let the mountain fall on them, and He will

Page 4: Islamic

4 | P a g e

transform the rest of them into monkeys and pigs and they will remain so till the Day of

Resurrection.” (Reported by al-Bukhaari in al-Saheeh mu’allaqan, 51/10. Reported mawsoolan by al-

Bayhaqi in al-Sunan al-Kubra, 3/272; al-Tabaraani in al-Mu’jam al-Kabeer, 3/319; and Ibn Hibbaan in al-

Saheeh (8/265-266). Classed as saheeh by Ibn al-Salaah in ‘Uloom al-Hadeeth (32), Ibn al-Qayyim in

Ighaathat al-Lahfaan (255) and Tahdheeb al-Sunan (5/270-272), al-Haafiz in al-Fath (10/51) and al-Albaani

in al-Saheehah (1/140)).

# jo log Muslims ma bahiyai phalana ka aarzo mand rahta haan un ka lya dunya or aakrat ma

dardnak aazab ha(surah nor 19)

# fawahish ka kareb na jao(Quran)

# Gana suna walo ka kano ma seesa dala jay ga (plz send me the ref)

# kyamat ka din Quran suna wala oor gana suna wala alag n quran suna walo ko janat ka

inaam (Molana Tariq Jamil , PK)

# And of mankind is he who purchases idle talk to mislead (men) from the Path of Allaah,without knowledge, and takes it (the Path of Allaah, the Verses of the Qur’aan) by way of mockery.For such there will be a humiliating torment (in the Hell-fire).” [Luqmaan 31:6]. See the 1,2 below

1) Most of the scholars interpreted lahw al-hadeeth (“idle talk”) as meaning singing andmusical instruments, and every voice that diverts people from the truth.

2) Al-Tabari (Jaami’ al-Bayaan, 15/118-119), Ibn Abi’l-Dunya (Dham al-Malaahi, 33) and Ibnal-Jawzi (Talbees Iblees, 232) all reported that concerning the aayah (interpretation of themeaning):

Sabar# sacha mominio ka dushmano ko Allah Tala hata data ha(surah haj-38)

# yakenan Allah talah , eeman waloon ko raha-rast ke taraf rahbare karna wala ha(surah haj)

# Allah kise nafs ko us ke takat sa ziada takleef nai data.(S mominoon 62)

# Allah talah momin ka lya jo b fasila farmata ha, uss ma momin ka lya bahtare ka pahloo hota

ha, agar uss ko rahat pohancha to uss pa Allah ka shukar karta ha, jo ka uss ka lya bahtar ha oor

agar koi takleef pohancha to sabar karta ha oor ya b iss ka lya bahtar ha. ya imtyaz aak momin ka

swa kise ko hasil nai (sahe muslim)

# Hazrat Ibrahim and his son Ismail is a great example of sabar.

# Allah will test you with fear, hunger, loss of wealth, lives and fruits but give glad tidings to as

sabireen who say "inna lillahi wa inna ilaihi rajiun."(Quran Surah-Al-bakara)

# Allah is with the patience one (Quran Surah-Al-bakara)

Page 5: Islamic

5 | P a g e

# There is no affliction which strikes the Muslim except that Allah expiates with it (sins), even

with a thorn that may poke him (Sahi-bukari & Sahi-muslim)

# seek help with patience and prayers(Quran Surah-Al-bakara)

# on the day of resurrection Allah will call the people who were patience and then send them to

the heaven without the questioning (molana Tariq Jamil, PK)

# whoever is steadfast and Patience, Allah will give his reward(Quran Surah Yousaf)

# Without Allah's help you could not even be patience (Quran Surah Nahal 116)

# aa mosa mara kuch banda aasa han ka janat manga to sare da doon per dunya ma sa aak

lakree managa to ma wo lakre b un ko nai doon ga, iss lya nai ka mare nazroon ma haqeer han,

bulka iss lya ka ma un ko aakrat ke izat dana chata hon(Molana Tariq Jamil , PK)

# who ever does one good deed will get the reward of ten, our Prophet (ملسو هيلع هللا ىلص) said, Allah, give

more to my Ummah. After some discussion it became 1 good deed= 700 times reward. Our beloved

Prophet(ملسو هيلع هللا ىلص) said , oh Allah giev more to my Ummah then Allah (subhan-u-tallah )said ka who

who ever is in your ummah is patience, will get unlimited. (Tariq Jamil, PK)

# one sahabi asked to Prophet (ملسو هيلع هللا ىلص) that what is the eeman then Prophet (ملسو هيلع هللا ىلص) said

1) Patience

2) Forgiveness

again sahabi asked what is the best eeman the Prophet (ملسو هيلع هللا ىلص) said that best Iklaq (good to all).

# ma tuma sab sa bahtareen taweez na bata don jiss sa har panah mangna wala Allah sa

panah manga.. oor phir Surah naas n surah Falik batai (sahi sunan-nasai)

# kya un logo nay yaa guman kar rakha ha ka un ka sirf eeman lana pa ham un ko bagar

aazmay he choor dang a(surah ankabot 2)

Parents# To mare oor apna ma bap ke shukar guzare kar (surah luqman 14)

# Hazarat mosa na farmaya ka Allah muja mara janat ka sathe to dika, to Allah na aak gosht

bachna wala bataya, tahkeek pa pata chala ka wo apne bamaar maa ko gosth kilata to ma kahte ka

Allah tuja jant ma mosa ka sate bana.. (Molana Tariq Jamil , PK)

Page 6: Islamic

6 | P a g e

# Nabiملسو هيلع هللا ىلص na farmaya ka jo ma bap ka na-firman ha uss pa Allah ke lanat uss pa farshto ke

lanat uss pa zamen asman ke lanat(Molana Tariq Jamil , PK)

# aa mosa jo mara farman bardar ho or ma bap ka na-firman ho to ma usa apna na-firmano

ma likta hon, or jo mara na-farman ho par ma bap ka farnabardar ho to us ko ma apna

farmabardaro ma likta hon (Molana Tariq Jamil , PK)

# Nabiملسو هيلع هللا ىلص na farmaya ka aak gunah aasa ha jiss ke saza dunya ma b ho ge oor marna ka

baad b. woo ha ma baap ke na farmani.(Molana Tariq Jamil , PK)

# Nabiملسو هيلع هللا ىلص na farmaya ka jo sub-sawara jo ma baap ko ja ka sirf dak la mohabat sa to sub sa

shaam to janat ka do darwaza us ka lya kul jata han (Molana Tariq Jamil , PK)

# jo ma baap ka rishta daroo sa batameze kara us ke b ramazan ma bakshis nai (Molana Tariq

Jamil , PK)

# ramazan ma oor shabe-qadar ma b man bap ka na firman ke mafi nai hote (Molana Tariq

Jamil , PK)

# aa mossa mara paas aab ahtyat sa aana ka tara lya dwa karna wale ma aab nai rai (Molana

Tariq Jamil , PK)

# ma bap ka sath ahsan karna , agar tare mojodge ma un ma sa aak ya phir dono burhapa ko

pohanch jay to un ka aaga uff tak na kahna , na un ko dant dapat karna, bulka un ka satha adab-o-

ahtaram sa bbat cheet karna, aajze oor muhabat ka sath un ka samna twazo ka bazo past rakna,

oor dwa karta rahna ka aa mara pawardigar, in pa aaasa he raham kar jasa uno na mara bachpan

ma mare parwarish ke.(surah bane israeel 23).

# Allah ka mahboob amal (1)wakat pa pare gai namaz (2)ma bap ke farmanbardare (3) Jihad

# aak shaks ke kabar phat jate thee oor wo khota ke tarah hankta tha or phir kabar ma chala

jata tha, tahkeek pa pata chala ka wo sharabi tha oor us kee ma uss ko shirab sa roktee thee or wo

kahta tha ka khota ke tarah na hanka kar (Molana Tariq Jamil , PK)

Amazing# Allah ka haan 1 day = 1000 yrs of our’s(surah haj 47)

# 280 mun wazan on each person. 500 miles above the earth there is no pressure but human

body can blast bcz of the resistance power which is also equal to 280 mun.

# 125 ft ka aadam alaha-islam. 6ft is equal to 4.8%. n 3.5 is equal to 4.8% of 6ft

Page 7: Islamic

7 | P a g e

# 72 hazar kilometer ragaan han pore body ma. only kidney ma 70 km lambe ragan and 10 lac

sorakh han

# 66 hazar km per/hr k sath soraj ka gird zamen goom re ha n 1000 km per/hr ka sath apna

gird spin kr re ha(NASA)

# 1792 ma tahreek chale jis ma oraat or mard ko barabar kya gay.

# 1939 - 1945 WW2 70 million people were killed,

# 1914 to 1918 ww1,40 million casualties

# Darwin theory ka zameen itifakan bani ha, bad ma kaha ka gya ka damaka sa bani ha. Paul

davis(uk scientist) na kaha ka, kya ya damaka itna akl mand tha ka us na har chez ko saleka sa

bakar dya?kashihs and raftar bani ager kashish bar jate to zamen sukar ka gum ho jate oor ager

raftar bar jate to hwa ma bikar jata, oor kitna diff ho to bikra? 1 sec ka b 10lac wala hisa. wo kahta

ha ka ma kasa mano ka ya itifakan ho gya ha?

Gaib ka ILM# aasmano oor zameno ka gaab sirf Allah ko maloom ha (S.Nahal-77).

# jo kuch tumara aaga pecha ha ,us ka ilm Allah ka pas ha oor makloq ka ilm uss pa havi nai

ho sakta (Taha 110)

# koi nai janta ka kal kya kara ga? Na kise ko ya maloom ha ka kis zamen pa mara ga (surah

luqman 34)

# bashak Allah seno ka secrets tak sa waqif ha (surah luqman 23)

# aasman or zamen ma Allah ka swa koi gaib nai janta (surah namal 65).

Dunya# dunya ke zindage to sirf khaal tamasha ha (surah ankabot 64)

# Nabiملسو هيلع هللا ىلص said, Allah ke kasam, dunya ke missal aakrat ka mukabla ma aase ha jasa tum

ma sa koi apne ungle samander ma dabo kar nikal la (sahe muslim)

Rizk# bohat sa janwar han jo apne roze apna sar pa uthay nai phirta laikan Allah un ko b rizk data

ha or tum ko b (surah ankabot 60)

Qyamat

Page 8: Islamic

8 | P a g e

# zamen ma sa aak janwar nikalan ga jo un sa bateen karta ho ga(surah namal 82)

# Qyamat ke nashane ma sa pahle nishane bolta janwar ya phir soraj ka magrib sa nikalna, ya

dono kareeb kareeb han(sahee muslim)

Koshish# sirf wohe cheez insaan ke kismet ma ha jiss ka lya wo koshish karta ha.(sorah najam 39)

# Nabiملسو هيلع هللا ىلص na farmaya ka tum koshish karta raho bake ho ga wohe jo Allah ka pas likha para

ha (sahe bukhare).

Takabur# har-giz kise kam pa youn na kahna ka ma kal karo ga, magar sath he insha-Allah kah

lana(surah kaf 23-24)

# jo dosro ka aab dakta ha to wo Allah ke zazar sa gir jata ha (Molana Tariq Jamil , PK)

# jab un ka samna hamare aayatoon ke talawat ke jate ha to takabur ka sath moo phar lata ha

goya us na suna he nai,....., aap usa dardnak azab ke kabar suna dan (surah luqman 7)

# uss sa bar ka zalim koon ha jissa uss ka rab ke aayatoo sa nasehat ke jao or wo phir b moo

mora raha(surah-kaf 57, surah sajda 22)

# Allah takabar karna wala ko passand nai karta(s. nahal).

# takabur karna walon ka thikana jahanum ha.(S.Nahal).

# zamen pa akar ka mat chal(surah bani-israel 37)

# na shukaro ko kabe kamyabe ni hote (surah kasas 82)

# akrat ka bhala ghar b un ka lya ha jo zamen ma onchai barai, oor fakhar nai kartaa (surah

kasas 83)

# takabur karna wala shake kor ko Allah pasand nai karta (surah luqman 18)

# Allah ka banda zameen pa wakaar or sakoon ka sath chalta han (surah furqan 63)

# apne rafter ma mayana ravi aktayar kar (surah luqman 19)

Sunnah Importance# Someone among them (his Companions) said: I will not marry women; and another said: I will not eat

meat; and someone among them said: I will not lie down in bed. He (the Prophet) praised Allah and glorified

Him, and asked: What has happened to these people that they say such-and-such, whereas I observe the

Prayer and sleep too; I observe fast and abstain (from fasting); I also marry women. And he who turns away

from my Sunnah, he has no relation with me (Muslim).

Page 9: Islamic

9 | P a g e

Marriage# 3 shakas ke Allah zaror madad karta ha,

1) pakdamni ka lya nikah,

2) makatib-a gulam(wo gulam jo malik ko pasa da ka azad hona chaya),

3) jahad (Taramzi)

# un logon ko pak daman rahna chya jo apna nikah ka makdor nai rakta, yahan tak ka Allah un ko gani

bana da(surah nor 33)

# tum ma sa jo shadi ke istitaat rakta ho wo shadi kar la ya nafli roza raka(Muslim, bukhari)

# tum ma sa jo mard or orrat bagar nikah hooon un ka nikah kar do,orr apna naak gulam or londion ka

b, agar wo muflis b hon ga to Allah un ko apna fazal sa gani bana da ga(surah nor 32)

# sab sa pahla bv bachoo sa salook tola jay ga(Molana Tariq Jamil , PK)

# sab sa bahtaren musliman wo ha jo bv sa acha salok kara(Molana Tariq Jamil , PK)

# hazarat safia ka satha sadah nikah, aap na farmaya ka aapne apne rote la kar mara

dasturkhawn pa aa jao.aakre nikah tha. (Molana Tariq Jamil , PK)

# hazrat aaysha ka nikah ma sub ko dodh pilaya(Molana Tariq Jamil , PK).

# hazrat zainab ka nikah Allah na kood kya. gay zabah ke oor sara mandena bulaya.

# Nabiملسو هيلع هللا ىلص na farmaya ka badtareen walima wo ha jis ma apmero ko bulaya ja or garebon

ko na bulaya jay.

# Hazar fatima ka nikah masjid ma howa, 2 char mahena bad hazrat Ali na farmaya ka ruksati

ho jay to , Nabiملسو هيلع هللا ىلص na farmaya ka uma aaman(bande) ko bulao or fatimah (R) ko Ali ka ghar pa

chor ka aa jao.

# Sayyiduna Anas ibn Malik (Allah be pleased with him) narrates that the Messenger of Allah

(Allah bless him & give him peace) saw a yellow mark on Abdur Rahman ibn Awf (Allah be pleased

with) and said: “What’s this?” He replied: “I have married a woman with the dowry being gold to the

weight of a date-stone.” The Messenger of Allah (Allah bless him & give him peace) said: “May

Allah bless you (in your marriage), perform a Walima, even if it is only with a goat.” (Sahih al-

Bukhari,no. 4872)

# Sayyida A’isha (Allah be pleased with her) narrates that the Messenger of Allah (Allah bless

him & give him peace) said: “The most blessed marriage (nikah) is the one with the least expenses.”

(al-Bayhaqi in his Shu’ab al-Iman & Mishkat al-Masabih).

Page 10: Islamic

10 | P a g e

Nations# koma-aad

Prophet: Hazarat Hood.

Azab: aandhi, hwa,

Avg age: 900years. n burhapa na oor kuch

# koma-samood

Prophet: Hazarat Salah

Mojza: oontani,

Azab : aak zor dar cheek.

# koma nooh.

Prophet: Nooh

Mojza: kishte

Azzab : pani

# koma loot,

Prophet: Loot,

Azab: Zameen ooper necha n pathron ke barish

Namaz# Jo namaz sa so jay ya bool jay , uss ka kafara yahi ha ka jab b yad ay par la(Sahi bukhari)

# Allah-tala farmata ha ka ja jab namaz ho ge to bara sa bara bahyai ka program b asar nai

kara ga (Molana Tariq Jamil , PK)

# Allah ka sab sa mahboob amal , wakt pa pari gai namaz(sahi bukari)

# Nabiملسو هيلع هللا ىلص na farmaya ka wazo ma raho to rizk bar jay ga (Molana Tariq Jamil , PK)

Mix# pagambron ke bvian mominio ke maa han (surah ahzab 6)

# apna palak larko ko un ka baap ke taraf nisbat kar ka bulao, Allah ka nazdeek pora insaf yahe ha(surah ahzab 5)

# yakenan ham un ko chota azaab uss baraa azab ka swa chukan gaa ta ka wo hamare taraf lot aay(surah sajda 21)

# Allah wo ha jiss na aasman-o-zameen ko or jo kuch uss ka darmayan ha sub ko 6 din ma pada kya orphir arsh pa qaim howa (surah sajda 3)

Page 11: Islamic

11 | P a g e

# tamam darkton ka kalam ho jay oor taref liko Allah ke to b taref katam nai ho ge(surah

luqman 27)

# jo log hamare rah ma mushakaten uthata han, hum un ko apne rah zaroor dika dan ga(surah

ankabot 69)

# koi koom us wakat halaq hote ha jab wo zulm-o-sitam pa kamar kas la(T.jamil, surah kasas

59)

# Or jab ma bamar par jaon to muja shafa ata fermata ha (surah shora 80)

# musliman marddoon n orton sa kaho ka apne nigahan neche rakan n orrtan apna girabano

pa ornia dala rahan(surah nor 30)

# buraai ko bhalai kar sa door karoooo,(surfah mominon 96)

# jo log namazon ma kusho,lagoo bat sa mon mor lataa han, zakat ada karna walaa han,

sharamgaoon ke hifazat bajiz bv n londi ka, imanat or wada ke hifazat karta han, Yahe janat-ul

firdos ka waris han. ,(surfah mominon 6)

# jin muslims sa kafir jang kar rah an un muslims ko b mukabla ke ijazat de gai ha , kyunka wo

mazloom han.ba shak un ke madad pa Allah kadir ha.

# Allah talah kayamat ka din Hazrat adam ko hukam da ga ka jahanum ka lya 1000 ma sa 999

nikal do(bukhari)

# mushrikeen ka lya badwa na karna, ya b Nabiملسو هيلع هللا ىلص ka aklaaq han (Tariq Jamil, Pk)

# muktalif logon ko aaraish a dunya de gai han taka un ko uss sa azma la(taha 131)

# kasar o kasra, ya wo log han jin ko un ke aaram ke chazan dunya ma da de gai han, oor

akrat ma in ka kuch hisa nai ho ga(bukhari)

# 5 namazan ., (s taha- 130)

# raba-zidne ilma(s_taha 114)

# jo gumrahi ma hota ha Allah us ko lambe mohlat data ha(S_maryam 75)

# dosak ma katil or sod kor ko sab sa zyada azab ho ga(Molana Tariq Jamil , PK)

# Nabiملسو هيلع هللا ىلص fajar and asar ma shad pata thaa(Molana Tariq Jamil , PK)

# jab b janat ka sawal karo to janat-ul firdos ka karo(bukhari)

# quran ko is lya thora thora kar ka utara ha ka ba-mohlat logo ko sunai(surah bani israel 106)

# fajar ka Quran parhna hazir kya gya ha(surah bani israel 78)

# mara bundo sa kah dejya ka wo bohat he ache bat mon sa nikalan, kyunka shatan aapis ma

fasad dalwata ha(Surah bani-israel 53 )

# khabardar, zina ka kareb b na batko kynka ya bare ba-hyai n bure rah ha(S bani-israel 32)

Page 12: Islamic

12 | P a g e

# iss umat ke misal aak jism ke se ha. jis ke aak ungle ma b takleef ho to sara jism pareshan

hota ha(Molana Tariq Jamil , PK)

# aasi koi cheez nai jo Allah ko pakezge or taref ka sath yad na karte ho.par tum us ke tasbeh

samaj nai sakta(surah bani-israel 44)

# Rab ka arshad ha ka jab tak tara sans band nai hota, jitne dafa toba kara ga ma kabool kar

loon ga.(Molana Tariq Jamil , PK)

# 4 bundoo ke ramazan ma b bakshish ni hote

1)sharabi

2)ma bap ka na firman

4)ma bap ka rishtadaro sa batameze karna wala

# be-ja karach karna wala shatan ka bhai han(surah bane israeel 27)..

# abo zar,akeela raha ga oor akela mara ga, oor is ka jinaza aak muslims ke jama parha ge.

# hazrat aasia ka muslim hona. Great example for all muslims, must go and read it online or

(Tariq Jamil, Lecture: azeem maaeen. 1-)Lect(259)

# Allah na tumara ghar ma sakoon ke jaga bana de ha(Surah Nahal 80)

# samaj lo ka Allah pa bohtan bazi karna wala kamyabe sa mahroom rahta han(surah nahal

116).

# Iss umat kaa jiss yahodi , ei-ssai na b mare nabowat ke baat sun ka phir muj pa eeman nai

laya, wo jahanum ma jay ga. (sahee muslim)

# Allah said "apne izzat ke kasam ka bakeel adme janat firdos ma na jay ga." (Molana Tariq

Jamil , PK)

# Zakat na dana wala bakel ha (Molana Tariq Jamil , PK).

# Prophet (ملسو هيلع هللا ىلص)said, shahideen mara pagaam sub gayabeen tak bat pohanhaan (Molana

Tariq Jamil , PK)

# Allah ke rahmat sa na-umeed wo hota han jo kafir hota han (Surah yousuf)

# aksar log Allah pa eeman rakna ka baad b mushrik he han(Surah yousuf)

# jin logon na bhalai ke un ka lya iss dunya ma bhalai ha, or yakenan akrat ka ghar to bohat he

bahter ha(Surah Nahal)

# ager logon ka gunah pa Allah tala grift karta to aak b jandar bake na rahta (Surah Nahal-61).

My learning from Ahadees# Judge your success by what you had to give up in order to get it(Atif :P)

Page 13: Islamic

13 | P a g e

# 3 chezaan Allah ko bohat na passand ha , ya chezan Allah kafir ma b bardasht nai karta

1)Takabur

2) zulm

3)ma bap ke nafirmani. (my conclusion from diff ahadees.)

# My aim is to follow :

1) Nabiملسو هيلع هللا ىلص said ,(jo tora uss sa joro,jo tumara haq kha jay tum uss ko b us ka haq da doo, jo

tum pa zulm kara uss ko maaf kar do, n then said ka tum ya 3 bataan apna loo to janatul fardoos la

ka daa doon ga.) (Molana Tariq Jamil , PK)

2) Nabiملسو هيلع هللا ىلص said, jo pabandi sa astagfar karta ha to Allah talah uss ka lya har fikar sa

kushadge or har tange sa rasta bana data ha oor uss ko aasi jaga sa rozi data ha jo uss ka waham-

o-gaman ma b nai hote (sunan ibna-maja, abe daood)

3) tum ba-karar ho ka mango to Allah sun la ga(Molana Tariq Jamil , PK)

4) Nabiملسو هيلع هللا ىلص said, ka aak dor aay ga jis ma mara deen ko la ka chalna wala ko tum ma

sa 50 ka swab mila ga, sahabi na pocha ka ham ma sa 50 ya phir un ma sa 50 to iss pa Nabiملسو هيلع هللا ىلص

na farmaya ka tum ma sa 50 bcz tuma deen ka lya sathea myuasar ha oor un ko sathe nai milan ga

wo tanha chala ga. pora mahool un sa takraya ga (Molana Tariq Jamil , PK)