isl2013

Upload: awais-akram

Post on 05-Jul-2018

220 views

Category:

Documents


0 download

TRANSCRIPT

  • 8/16/2019 ISL2013

    1/1

    What are the reasons behind that we are retrogressive and Non-Muslim western andeastern nations are developing and now they are ruling upon us as super powers?

    Answer

    dunya ma humain do tarah k muhashry ya log milty han. Aik wo jo taraqi yafta jin ma zida targar Muslim country ha aur dusra zawal pazeer jin ma zida mulk musalmano country han , kuchmuthi bar musalman taraki yafta ha lakin wo kisi gar muslim country par rule ni karty jab kydusri janib jo muhashra taraqi yafta ha wo zida tar non muslim hain aur wo muslims py rulekarty hain. Aakhir asy Q hua k muslmano k apna koi mahashi, mahasharti, siyasi, addalti aurtaleemi nizam nahi ha jo musalmano ky lia rahber bany aur jo muslmano ko zawal sy utha karurooj py ly jahy hala k musalmao k pas as dyana ko chalny wali sub sy bari taqat Oil ki ha phir bhum hi pasti ka shikar ha.

    Agr hum apny deen ki bonyad aur os ki talimat ko sahi se samjy tu hum khud as pasti ki waja

    pata chal jy gi q k islam ek aisa deen ha jis par sahi aur pokhta alam kr k hum ek aisa nazamduniya k lye ba tory rahber bana sakty ha jo humy insano ke gulami sy nikaly, jo insaf farahamkar saky, jo insan ko aala ikhlakiyat sikha sakhy kar ilm e fun aur taraki ma kamal darjy tak

    poncha sakhy, aur humri rahnomi k ly Quran aur !unnat ke shakal ma ye sub asol majood ha jiska amli namoona "azrat Muhammad #!.A.$% ny apny dor ma aisa mashra bana k sabit kya ha.&akin aj kal mosalm tu islam ki talimat par alam para ni balky gar muslim as par amal kar k kahase kaha ponch gy ha.

    Aj kal k Mosalm countries ma ya to badsha raj karta ha ya to jamhoriat k nam par awam pr apnimarzi mosalat ki jai ha lakin mosalm country ki jamhoriat bus nam ki had tak ha. 'omam muslim

    country apni molkal k andar hi baty howy ha har hum ny apna tabqati nazam e taleem riaj kyahowa ha jo k taleem ko b muktalif darjo ma takseem karta ha jesy hum mayari aur gar mayari yaachi taleem kehty ha aur agr achi taleem hasal krna ho tu wo manghi ha jis ke waja sy aksrmusliman jadeed taleems sy door han. 'umam mumalik ma sood ke bunyad par mahashi nizamkiam kar dia gia ha. insaf ka nazam maghrbi tarz par ha lakin insaf ka maray maghrbi tarz ka ni.!ehat khorak r dosry tamam shoboon pa sirf chand logon ke bala dasti ha. (izam e zakat nahone ka barabr ha. 'amam muslim mumalik ky hukmaran sirf apmi ayashion ma magan han unko awam ke koi parwa nahi aur sab sa barh kar tamam muslim mumalik aur muslmano kadarmiyan aithad nahi ha.