ghusl kernay k 3 tareeqay hain

3
Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Tertibi(sequence) ii) Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii)daf’ee(Immediat immersion bath).Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay:-- sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka seedah hissa or baad main ulta hissa.ghusl main naak or moonh main paani daalna wajib nahi hay.ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay ,or agar ghusl k baad yaqeen ho k sar ya garden ka koe hissa khushk hay tu sar ya garden ki sirif osi jagah ko ghusl ki niyat say dhoo ker badan k dono hisso ko dobah say ghusl dain. or agar badan ka koe hissa khushk hay tu ghusl ki niyat say sirif osi hissay ko dhoo lain. (ref: Ayat Ullah sistani (d.b), tauzee hul masail,maslah#360-365). 1. MASNOON METHOD OF PERFORMING GHUSL o First, wash both hands up to the wrists thrice. o Thereafter clean those parts of the body thrice where there is impurity of any kind. o Thereafter wash the private parts even if there is no need. o Thereafter perform wuzoo in the Masnoon manner. If the waste water is accumulating near the feet, then do not wash the feet now; wash them later. However, if the water is flowing away rapidly, it is permissible to wash them at this point too. o Now pour water over the head, then over the right shoulder followed by the left shoulder, (to the extent that it reaches the whole body from head to toe). Rub the body with the

Upload: mak-aryan

Post on 26-Mar-2015

3.980 views

Category:

Documents


1 download

TRANSCRIPT

Page 1: Ghusl kernay k 3 tareeqay hain

Ghusl kernay k 3 tareeqay hain. i) Tertibi(sequence) ii) Irtimasi tadrijee(gradual immersion bath). iii)daf’ee(Immediat immersion bath).Ghusl e tertibi ka tariqah ye hay:-- sab say pehlay ghusl ki niyat say sar(Head) or gardan(Neck) ko mukammal dhoya jaay,or is k baad poray badan ko aik saath dhoya jaay.or behtar ye hay k badan ko do hisso main dhoya jaay pehlay badan ka seedah hissa or baad main ulta hissa.ghusl main naak or moonh main paani daalna wajib nahi hay.ghusl main jism k tamaam hisso tak paani pohan chaana wajib hay ,or agar ghusl k baad yaqeen ho k sar ya garden ka koe hissa khushk hay tu sar ya garden ki sirif osi jagah ko ghusl ki niyat say dhoo ker badan k dono hisso ko dobah say ghusl dain. or agar badan ka koe hissa khushk hay tu ghusl ki niyat say sirif osi hissay ko dhoo lain. (ref: Ayat Ullah sistani (d.b), tauzee hul masail,maslah#360-365).

1. MASNOON METHOD OF PERFORMING GHUSL

o First, wash both hands up to the wrists thrice.o Thereafter clean those parts of the body thrice where there is impurity of any kind.o Thereafter wash the private parts even if there is no need.o Thereafter perform wuzoo in the Masnoon manner. If the waste water is accumulating

near the feet, then do not wash the feet now; wash them later. However, if the water is flowing away rapidly, it is permissible to wash them at this point too.

o Now pour water over the head, then over the right shoulder followed by the left shoulder, (to the extent that it reaches the whole body from head to toe). Rub the body with the hands. Pour water a second time in the same manner over the head, then over the right shoulder followed by the left shoulder. (Where there is fear of a particular part of the body remaining dry, rub it with the hands causing the water to reach there. )

o Thereafter pour water a third time in the same manner from head to toe. (Tirmizi)o

Note 1: Both actions, i.e. to dry the body with a cloth / towel or to leave it wet, are Masnoon, so whichever of the two modes you choose, make the intention of following the Sunnat. (Mishkaat) Note 2: Salaat can be performed after the Ghusl. There is no need to perform fresh wuzoo, regardless of the fact that one was naked during wuzoo /Ghusl. (Tirmizi)

o If the wuzoo breaks after the Ghusl, then a fresh wuzoo will be necessary.

IMPORTANT MAS'ALAH

o If dough has dried up on the nail or nail polish has been applied, the water will not reach the nail; hence wuzoo and Ghusl will not be valid. Generally, there is excessive negligence in this regard.

Page 2: Ghusl kernay k 3 tareeqay hain

Ghusl ki dua : Ghusl e janabat ki dua mustahib he wajib nahi or dua ye hay k . ( وتقبل قلبي طهر اللهم

التوابين من اجعلني اللهم ، لي � خيرا عندك ما واجعل سعييالمتطهرين من allaa humma tah’hir qalbee) ( واجعلني

wataqabbal saa’yee waj’al maa indaka khairallee, alla hummaj alnee minat tawwabeena waj alnee minal muat tahhireen) (ref : sistani(d.b),urwatul wusqa part#1, [683] ka masla#22 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Ghusl karne ka saheeh aur masnoon tarika in Islam.

Sub say pehlay sharamgah ko dho lijiay. Phir apnay hath achchi tarah dho lijiay. Phir aap naha lijiay or tasalli kar lijiay keh aap kay jisam par ab koi ghilazat baqi naheen. Phir aap ghusal-e-janabat ki niyyat kijiay keh “niyat karta/karti hoo’n ghusal-e-janabat ki wajib

qurbatan ilAllah”. (yaad rahay keh niyyat alfaz ki mohtaj naheen hoti). Phir aap 3 martabah apnay hathon ko kalayon tak dhoyay. Phir aap 3 baar kulli kijiay or halaq tak apnay munh ko saf kijiay. Phir aap 3 baar naak ki naram haddi tak pani ko chulloo main bhar kar char’haiay. Phir aap apnay sar ko gardan tak is tarah dhoyay keh koi hissa khushk na rahay or sar main

unglion ki poron say balon ko pani daltay waqt is tarah jhasain keh sar kay bhi kisi hissay kay khushk rehnay ka koi ehtamal baqi na rahay.

Phir aap apnay jisam ki (right side) par oopar say neechay tak is tarah pani daliay keh koi hissa bhi khushk naa rahay or pani (left side) ki taraf jata hooa neechay tak ja’ay.

Aur aakhir main apnay jisam ki (left side) par oopar say neechay tak is tarah pani daliay keh koi bhi hissa khushk na rahay or pani (right side) ki taraf jata hooa neechay tak ja’ay.

Jis jis ko bata sakte hian ye zaroor bataye. Please is ko samjhiye or is per amal karain.

Jazakallah Khair