entry test 2013 urdu mcqs

Upload: riaz-ahmad-bhatti

Post on 03-Jun-2018

214 views

Category:

Documents


0 download

TRANSCRIPT

  • 8/12/2019 Entry Test 2013 Urdu Mcqs

    1/4

    Educators Science And Arts Entry Test 2013 Urdu Mcqs

    Educators Science And Arts Entry Test 2013 Urdu Mcqs

    1. Black out kay takhleeq kar hain.

    Ans: Faiz

    2. Announcer kay khaliq hain?Ans: Mukhtar Saddiqui

    3. Punjabi Zamindar ka qissa me shamil hai.Ans: jo options di hain paper mein un mein se koi nae.

    4. Deevan kay ilawah Nasir Kazmi ka shairi majmooa _____ bhi hai.Ans: barg e nay

    5. Chand hum asr me _______ khakay hain.Ans: 24

    6. Khizar-e-Raah Iqbal kay ______ shari majmooay me shamil hai.Ans: bang e dara

    7. Khakim Badhin kay debaachay ka unwaan hai?Ans: dast e zulaikha

    8. shab-e-rafta ka intisaab kis kay naam hai?Ans: subh e Nau

    9. Ahmed Nadeem Qasmi k ziyada tar afsanay ________ mozuaat par mabni hain.Ans: Daihi(rural)

    10. Durayat kay asool kis kitaab me hain?(i) Chand hum asr (ii) zindagi (iii) Seerat-un-Nabi (pbuh)

    11. Udaas Naslain kay _____ abwaab hain.Ans: 50

    12. Maai Gul Bano ka musannif hain.

    Ans: Ahmad Nadeem Qasmi

    13. Kapaas k Phool me kitnay afsaanay hain?Ans: 17

    14. Mas-e-khaam ko jis ne kundan banaya Khara or khota alag kar dikhaya kis ka shair

    hai?Ans: Haali

  • 8/12/2019 Entry Test 2013 Urdu Mcqs

    2/4

    15. Majeed Amjad ka kulyaat ______ ne murattab kiya.Ans: Dr.khawja Zikriya

    16. Aab-e-gum or Zargushat kay musannif ka naam?

    Ans: Mushtaq Ahmad Yousafi

    17. Udaas Naslain kay hero ka naam _______ hai.Ans: Naeem

    18. Zindagi ka taluq kis sinf-e-adab se hai?Ans: Tamseel

    19. Raja Gidh ki heroin ka naam _______ hai.Ans: seemi

    20. Seerat-un-Nabi (pbuh) kay ilawah Shibli ki sawaneh nigari ki kitab _____ bhi hai. Ans: Hayat e Javed

    21. Saqi Nama ki nazm hai.Ans: Iqbal ki (Baal e jibreel)

    22. hain aaj kyun zaleel kay kal tak na thi pasand ghustaakhi-e-farishta hmaari janaab

    me kis ka shair hai?Ans: Ghalib

    23. Hijrat or Judai ka dukh kis ka kalaam me numaayan hai?Ans: Nasir Kazmi

    24. Shahnaama-e-Islam kitni jildon me hai?Ans: 4

    25. Khakim Badhan me mazhahiya hain.Ans: Khakay

    26. Meer Taqi Meer kay kitnay majmooay shaya huay?Ans: 6

    27. Tassawuf or falsafay ka bara shaer hai?Ans: Ghalib

    28. Mushtaq Yusfi ki tanz o mazah ki kitni kutub shaya ho chuki hain?Ans: 4

    29. tu meri raat ko mehtab se mehroom na rakh teray paimaanay me hai maah -e-tamaam

    ae saqi kis ka shair hai?

  • 8/12/2019 Entry Test 2013 Urdu Mcqs

    3/4

    Ans: Iqbal

    30. Raja Gidh novel me gidh kya hai?Ans: alamat

    31. Novel nigar, afsana nigar, or drama nawees?(i) yusfi (ii) ahmed nadeem qasmi (iii) bano qudsiya

    32. _______ tarraqi pasand or maqsad pasand hai lekin us ne kabhi bhi tan kisi maqsad

    par qurbaan na kiya.(i) qasmi (ii) yusfi (iii) bano qudsiya

    33. Raja Gidh or Udaas Naslain me kahin kahin ______ bohat khatakti hai.Ans: Tawalat

    Educators Science and Arts Entry Test 2013 Urdu Mcqs

    Educators Science And Arts Entry Test 2013 Urdu Mcqs

    1. Elm ul Iqtsaad k Musanif ka naam batain?Ans: Allama Iqbal

    2. Daar ul Musanifeen Azam Garh k baani ka naam batain?Ans: Shibli

    3. Jahan e Danish kis Noyat ki tasneef hai?Ans: Sawanh e Hayat -Autobiography of Ihsan Danish

    4.Ismaeel Mairthee kis hasiyat se mashhoor hain?Ans: Bachon k Shayer

    5. Aab e hayat k musanif ka naam batain ?Ans: Muhammad Hussain Azad

    6. Asbab e baghawat e Hind kis ki tasneef hai?Ans: Sir Sayyed

    7. Awaaz Dost k musanif ka naam batain?

    Ans: Mukhtaar Masood

    8. Muslim University Ali Ghar kis san mein University bani?Ans: 1920

    9. Doctor Jaan Gul Crist Fort william college main kia thay?Ans: Principal

  • 8/12/2019 Entry Test 2013 Urdu Mcqs

    4/4

    10. Mashhoor mushtraq Gaarsan Ditasi Ka taluq kis mulk se tha?Ans: ?

    11. Novel Talash e Baharan ki musanifa ka naam?Ans: Jameela Hashmi

    12. Raani Kaitki ki kahani ka musanif kon hai?Ans: Insha Ullah Khan Insha

    13. Bajang Aamad k musif ka naam bataeye?Ans: Col. Muhammad Khan

    14. Shaeri majmooa Khushboo ki Shaaira ka naam?Ans: Parveen Shakir

    15. Urdu adab ki mukhtasir tareekh kis ne likhe?

    Ans: Doctor Saleem Akhtar

    16. Urdu ki pahli novel nigar khatoon?Ans: Rasheeda Nisa

    17. Meer Taqi Meer k kitnay deewan hain?Ans: 6

    18. Raes ul Mutghazleen kis shaair ka khataab hai?Ans: Hasrat Mohani

    19. Mirza Ghalib ki sad(100) sala barsi kab manaye gae?Ans: 1969

    20. Shaah Naama Islam kis ki tasneef hai?Ans: Hafeez Jhulandhari