educators science and arts entry test 2013 urdu mcqs · pdf fileans: hayat e javed 21. ―saqi...

4
Educators Science And Arts Entry Test 2013 Urdu Mcqs Educators Science And Arts Entry Test 2013 Urdu Mcqs 1. ―Black out‖ kay takhleeq kar ——– hain. Ans: Faiz 2. ―Announcer‖ kay khaliq hain? Ans: Mukhtar Saddiqui 3. ―Punjabi Zamindar ka qissa‖ ——– me shamil hai. Ans: jo options di hain paper mein un mein se koi nae. 4. ―Deevan‖ kay ilawah Nasir Kazmi ka shairi majmooa _____ bhi hai. Ans: barg e nay 5. ―Chand hum asr‖ me _______ khakay hain. Ans: 24 6. ―Khizar-e-Raah‖ Iqbal kay ______ shari majmooay me shamil hai. Ans: bang e dara 7. ―Khakim Badhin‖ kay debaachay ka unwaan hai? Ans: dast e zulaikha 8. ―shab-e-rafta‖ ka intisaab kis kay naam hai? Ans: subh e Nau 9. Ahmed Nadeem Qasmi k ziyada tar afsanay ________ mozuaat par mabni hain. Ans: Daihi(rural) 10. ―Durayat‖ kay asool kis kitaab me hain? (i) Chand hum asr (ii) zindagi (iii) Seerat-un-Nabi (pbuh) 11. ―Udaas Naslain‖ kay _____ abwaab hain. Ans: 50 12. ―Maai Gul Bano‖ ka musannif hain——–. Ans: Ahmad Nadeem Qasmi 13. ―Kapaas k Phool‖ me kitnay afsaanay hain? Ans: 17 14. ―Mas-e-khaam ko jis ne kundan banaya Khara or khota alag kar dikhaya‖ kis ka shair hai? Ans: Haali

Upload: phamhanh

Post on 30-Mar-2018

223 views

Category:

Documents


8 download

TRANSCRIPT

Educators Science And Arts Entry Test 2013 Urdu Mcqs

Educators Science And Arts Entry Test 2013 Urdu Mcqs

1. ―Black out‖ kay takhleeq kar ——– hain. Ans: Faiz

2. ―Announcer‖ kay khaliq hain? Ans: Mukhtar Saddiqui

3. ―Punjabi Zamindar ka qissa‖ ——– me shamil hai. Ans: jo options di hain paper mein un mein se koi nae.

4. ―Deevan‖ kay ilawah Nasir Kazmi ka shairi majmooa _____ bhi hai. Ans: barg e nay

5. ―Chand hum asr‖ me _______ khakay hain. Ans: 24

6. ―Khizar-e-Raah‖ Iqbal kay ______ shari majmooay me shamil hai. Ans: bang e dara

7. ―Khakim Badhin‖ kay debaachay ka unwaan hai? Ans: dast e zulaikha

8. ―shab-e-rafta‖ ka intisaab kis kay naam hai? Ans: subh e Nau

9. Ahmed Nadeem Qasmi k ziyada tar afsanay ________ mozuaat par mabni hain. Ans: Daihi(rural)

10. ―Durayat‖ kay asool kis kitaab me hain? (i) Chand hum asr (ii) zindagi (iii) Seerat-un-Nabi (pbuh)

11. ―Udaas Naslain‖ kay _____ abwaab hain. Ans: 50

12. ―Maai Gul Bano‖ ka musannif hain——–. Ans: Ahmad Nadeem Qasmi

13. ―Kapaas k Phool‖ me kitnay afsaanay hain? Ans: 17

14. ―Mas-e-khaam ko jis ne kundan banaya Khara or khota alag kar dikhaya‖ kis ka shair

hai? Ans: Haali

15. Majeed Amjad ka kulyaat ______ ne murattab kiya. Ans: Dr.khawja Zikriya

16. ―Aab-e-gum‖ or ―Zargushat‖ kay musannif ka naam? Ans: Mushtaq Ahmad Yousafi

17. Udaas Naslain kay hero ka naam _______ hai. Ans: Naeem

18. ―Zindagi‖ ka ta‘luq kis sinf-e-adab se hai? Ans: Tamseel

19. Raja Gidh ki heroin ka naam _______ hai. Ans: seemi

20. ―Seerat-un-Nabi (pbuh) kay ilawah Shibli ki sawaneh nigari ki kitab _____ bhi hai. Ans: Hayat e Javed

21. ―Saqi Nama‖ —– ki nazm hai. Ans: Iqbal ki (Baal e jibreel)

22. ―hain aaj kyun zaleel kay kal tak na thi pasand ghustaakhi-e-farishta hmaari janaab

me‖ kis ka shair hai? Ans: Ghalib

23. Hijrat or Judai ka dukh kis ka kalaam me numaayan hai? Ans: Nasir Kazmi

24. Shahnaama-e-Islam kitni jildon me hai? Ans: 4

25. ―Khakim Badhan‖ me mazhahiya —— hain. Ans: Khakay

26. Meer Taqi Meer kay kitnay majmooay shaya huay? Ans: 6

27. Tassawuf or falsafay ka bara shaer hai? Ans: Ghalib

28. Mushtaq Yusfi ki tanz o mazah ki kitni kutub shaya ho chuki hain? Ans: 4

29. ―tu meri raat ko mehtab se mehroom na rakh teray paimaanay me hai maah-e-tamaam

ae saqi‖ kis ka shair hai?

Ans: Iqbal

30. Raja Gidh novel me gidh kya hai? Ans: alamat

31. Novel nigar, afsana nigar, or drama nawees? (i) yusfi (ii) ahmed nadeem qasmi (iii) bano qudsiya

32. _______ tarraqi pasand or maqsad pasand hai lekin us ne kabhi bhi tan kisi maqsad

par qurbaan na kiya. (i) qasmi (ii) yusfi (iii) bano qudsiya

33. ―Raja Gidh‖ or ―Udaas Naslain‖ me kahin kahin ______ bohat khatakti hai. Ans: Tawalat

Educators Science and Arts Entry Test 2013 Urdu Mcqs

Educators Science And Arts Entry Test 2013 Urdu Mcqs

1. Elm ul Iqt‘saad k Musanif ka naam batain? Ans: Allama Iqbal

2. Daar ul Musanifeen Azam Garh k baani ka naam batain? Ans: Shibli

3. Jahan e Danish kis Noyat ki tasneef hai? Ans: Sawan’h e Hayat -Autobiography of Ihsan Danish

4.Ismaeel Mairthee kis hasiyat se mashhoor hain? Ans: Bachon k Shayer

5. ―Aab e hayat‖ k musanif ka naam batain ? Ans: Muhammad Hussain Azad

6. ―Asbab e baghawat e Hind‖ kis ki tasneef hai? Ans: Sir Sayyed

7. ―Awaaz Dost‖ k musanif ka naam batain? Ans: Mukhtaar Masood

8. Muslim University Ali Ghar kis san mein University bani? Ans: 1920

9. Doctor Jaan Gul Crist Fort william college main kia thay? Ans: Principal

10. Mashhoor mushtraq ―Gaarsan Ditasi‖ Ka taluq kis mulk se tha? Ans: ?

11. Novel ―Talash e Baharan‖ ki musanifa ka naam? Ans: Jameela Hashmi

12. ‗Raani Kaitki‘ ki kahani ka musanif kon hai? Ans: Insha Ullah Khan Insha

13.‘ Bajang Aamad‘ k musif ka naam bataeye? Ans: Col. Muhammad Khan

14. Shaeri majmooa ―Khushboo‖ ki Shaaira ka naam? Ans: Parveen Shakir

15. Urdu adab ki mukhtasir tareekh kis ne likhe? Ans: Doctor Saleem Akhtar

16. Urdu ki pahli novel nigar khatoon? Ans: Rasheeda Nisa

17. Meer Taqi Meer k kitnay deewan hain? Ans: 6

18. Raes ul Mut‘ghazleen kis shaair ka khataab hai? Ans: Hasrat Mohani

19. Mirza Ghalib ki sad(100) sala barsi kab manaye gae? Ans: 1969

20. Shaah Naama Islam kis ki tasneef hai? Ans: Hafeez Jhulandhari