benefits of banana in urdu kele ke faide

7
Banana| Kele Ke Faide| Benefits of Banana In Urdu Read Benefits of Banana in Urdu Urdu Helpline

Upload: health-tips

Post on 01-Dec-2014

7.865 views

Category:

Health & Medicine


4 download

DESCRIPTION

Kele Ke Faide, Banana Benefits in Urdu, Benefits of banana(Kela) in Urdu. Read Health Benefits of Banana in Roman Urdu. Read in Urdu Fonts at allhealthhere.com

TRANSCRIPT

Page 1: Benefits of Banana In Urdu Kele Ke Faide

Banana| Kele Ke Faide| Benefits of Banana In Urdu

Read Benefits of Banana in Urdu

Urdu Helpline

Page 2: Benefits of Banana In Urdu Kele Ke Faide

Banana• Banana is a fruit. It is a best fruit of Pakistan.

Bananas are use in Cake, Custard and Ice cream etc. We can make banana shake. Banana is very useful for weak people as an Apple. It is very energetic fruit. Banana has Calcium, Phosphorus, Vitamin B and C, Protein, Fats, Fiber, iodine. Kindly request to all of you, please first to take advice to your Doctor then use any type of tips. In this page you will find the information and benefits about Banana (Kele Ke Faide) In Urdu and Roman Hindi.

Page 3: Benefits of Banana In Urdu Kele Ke Faide

Kele Ke Faide - Benefits of Banana

• Banana Pakistan ka behtreen phal mana jata hai. Mutaddil mizaj ka hamil hai. Is ka darakht jis ghar mein hota hai, wahan wood ke doors aur windows waghera mein deemak nahi lagti. Deemak aur keerhe makorhey is ki roots ke juice ko bohat pasand karte hain. Aur ghar ke dosre hisson mein nahi lagte hain.

Page 4: Benefits of Banana In Urdu Kele Ke Faide

Kele Ke Faide - Benefits of Banana

• Insaan ke liye bhi Banana bohat mufeed hota hai. Kamzor logon ke liye ise Apple ki tarha mufeed mana jata hai. Is mein loha bohat hota hai, isi liye yeh bohat taqat pohchane wala phal kehlata hai. Aur blood ki kami aur piliya mein bohat diya jata hai. Kamzori mein ise Tangerine ya Lemon ke arq mein khob hal kar ke bhi dete hain. Banana jab bilkul pak jata hai to is ka color bhora ho jata hai. Chatty daar banana sab se acha mana jata hai. Pechish mein banana ko milk mein mila kar dete hain, to yeh ghiza aur dawa dono ka kaam karta hai. Isi wajah se pechish ke mareez ki sab ghiza band kar ke 120 gram milk mein aik banana mila kar fi khorak khan eke waqt den to aaon aane band ho jate hain.

Page 5: Benefits of Banana In Urdu Kele Ke Faide

Kele Ke Faide - Benefits of Banana

• 2 hissa imli ka gooda, aik hissa banana aur thora sa namak mila khane se purane se purane khoon, aaon aur dast ke liye mufeed sabit hota hai. Yeh bohat hazim hota hai. Banana ko dhoop mein sukha kar is ka aata bana kar bhook na lagne par is ki roti bhi khai jati hai. Khatti dakaren aane par bhi yeh roti khai jati hai ya banana khaya jata hai. Banana ya bananas ka safoof badhazmi ki shikayta mein diya jata hai.

Page 6: Benefits of Banana In Urdu Kele Ke Faide

Kele Ke Faide - Benefits of Banana

• Kache banana ki sabzi pakai jati hai. Yeh sabzi diabetes ke mareez aur jin ke mou se khoon ata ho un ke liye bohat mufeed hoti hai. Banana ke flowers aur in ke tree ke stem ki sabzi bhi pakai jati hai. Banana ke phool ka arq yogurt mein mila kar females ke raham ki tamam bimariyan door ho jati hain. Bachon ko motions mein bhi banana bohat mufeed hota hai. Aur bachon ki nashonuma bohat acha asar dalta hai. Banana wazan barhata hai. Agar wazan kam karna ho to sirf 6 banana 4 glass butter nikle milk mein mila kar daily 10 din tak khaeyn to kamzori bhi nahi aaegi aur wazan bhi kam ho jaega. Banana ulcer ke liye bhi bohat mufeed hai. Sab ghizaeyn band kar ke 8 se 9 bananas daily khane chahiye.

Page 7: Benefits of Banana In Urdu Kele Ke Faide

READ MORE FRUITS BENEFITS IN URDU AT

Fruits Benefits in Urdu

Presented By Khurram Shahzad