- कल्पना की उड़ान · pdf filesinger(s): geeta dutt, mohhamad rafi...

Download - कल्पना की उड़ान · PDF fileSinger(s): GEETA DUTT, MOHHAMAD RAFI ... Is Dil Ki Naadaniyaan Maaf Hon Ye Mere Kahan Sunti Hain Ye Pal Pal Jo Hote Hain Bepal

If you can't read please download the document

Upload: trannga

Post on 03-Mar-2018

1.905 views

Category:

Documents


352 download

TRANSCRIPT

  • Top Bollywood Lyrics 1960 2006

    By www.PepsiTV.com

    1

    www.PepsiTV.com

    | You are Free to Distribute, Edit or Update this PDF EBOOK |

    Visit www.ZeeDigital.com To Earn More Real Direct Money.

    Visit www.Zeescripts.com to Build a Website without any Skills.

    Visit www.ZeeWebHosting.com for Cheapest and Top Hosting Since

    10 Years.

    Pep

    siT

    V.c

    om

    http://www.thumsuptv.com/http://www.thumsuptv.com/http://www.thumsuptv.com/http://www.zeedigital.com/http://www.zeescripts.com/http://www.zeewebhosting.com/

  • Top Bollywood Lyrics 1960 2006

    By www.PepsiTV.com

    2

    CONTENTS INDEX Click Here Page #

    A 2

    B 17

    C 20

    D 31

    E 46

    G 48

    H 51

    I 68

    J 74

    K 83

    L 105

    M 111

    N 135

    O 139

    P 145

    R 157

    S 162

    T 176

    U 193

    V 194

    W 195

    Y 197

    Z 209

    Pep

    siT

    V.c

    om

  • Top Bollywood Lyrics 1960 2006

    By www.PepsiTV.com

    3

    A Hindi Song Title: Aaa Chal Ke Tujhe Mein

    Hindi Movie/Album Name: DOOR GAGAN KI

    CHHAON MEIN

    Singer(s): KISHORE KUMAR

    Aa chal ke tujhe, main le ke chaluun

    ik aise gagan ke tale

    jahan gam bhii na ho, aansoo bhi na ho

    bas pyaar hii pyaar pale

    Aa chal ke tujeh main le ke chaluun

    ik aise gagan ke tale

    jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho

    bas pyaar hi pyaar pale

    ik aise gagan ke tale

    Suraj ki pahali kiran se, aashaa kaa savera jaage (2)

    chandaa kii kiraN se dhul kar, ghanaghor andhera

    bhaage (2)

    kabhi dhuup khile kabhi chhaav mile

    lambii sii Dagar na khale

    jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho

    bas pyaar hi pyaar pale

    ik aise gagan ke tale

    Jahan door nazar daud aae, aazaad gagan laharaae

    laharaee (2)

    jahan rang birange panchhi, aashaa kaa sandesaa

    laayen (2)

    sapano me pali hansati ho kali

    jahan shaam suhaani dhale

    jahan gam bhi na ho, aansoo bhi na ho

    bas pyaar hi pyaar pale

    ik aise gagan ke tale

    Sapano Ke aise jahan mein jahan pyaar hi pyaar khila

    ho

    hum jaa ke vahan kho jaaye shikuva na koyi ghila ho

    kahin bhair na ho koyi ghair na ho

    sab milke chalte chale

    jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho

    bas pyaar hi pyaar pale

    ik aise gagan ke tale

    aa chal ke tujeh mein leke chaluun

    ik aise gagan ke tale

    jahan gam bhi na ho aansoo bhi na ho

    bas pyaar hi pyaar pale

    ik aise gagan ke tale

    Hindi Song Title: Aaja sanam madhur chandni mein

    hum

    Hindi Movie/Album Name: CHORI CHORI(OLD)

    Singer(s): LATA MANGESHKAR, MANNA DEY

    Aaja sanam madhur chandni mein hum

    Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar

    Jhumne lagega aasman

    Jhumne lagega aasman

    Kehta hai dil aur machalta hai dil

    More saajan le chal mujhe taaron ke paar

    Lagta nahin hai dil yahan

    Lagta nahin hai dil yahan

    Bheegi bheegi raat me, dil ka daaman thaam le

    Khoyi khoyi zindagi, har dam tera naam le

    Chand ki behki nazar, keh rahi hai pyaar kar

    Zindagi hai ek safar, kaun jaane kal kidhar

    Chand ki behki nazar, keh rahi hai pyaar kar

    Zindagi hai ek safar, kaun jaane kal kidhar

    Aaja sanam madhur chandni mein hum

    Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar

    Jhumne lagega aasman

    Jhumne lagega aasman

    Kehta hai dil aur machalta hai dil

    More saajan le chal mujhe taaron ke paar

    Lagta nahin hai dil yahan

    Lagta nahin hai dil yahan

    Dil ye chahe aaj to, baadal ban ood jaoon main

    Dulhan jaisa aasma, dharti par le aaoon main

    Chand ka dola saje, dhoom taron mein mache

    Jhoom ke duniyan kahe, pyaar mein do dil mile

    Chand ka dola saje, dhoom taron mein mache

    Jhoom ke duniyan kahe, pyaar mein do dil mile

    Aaja sanam madhur chandni mein hum

    Tum mile to wirane mein bhi aa jayegi bahaar

    Jhumne lagega aasman

    Jhumne lagega aasman

    Kehta hai dil aur machalta hai dil

    More saajan le chal mujhe taaron ke paar

    Lagta nahin hai dil yahan

    Lagta nahin hai dil yahan

    Hindi Song Title: Aakhon Hi Aakhon main

    Hindi Movie/Album Name: CID

    Singer(s): GEETA DUTT, MOHHAMAD RAFI

    aakhon hee aakhon mein ishaaraa ho gayaa

    baithhe baithhe jeene kaa sahaaraa ho gayaa

    gaate ho geet kyo, dil pe kyo haath hai

    khoye ho kis liye, ayesee kyaa baat hai

    ye haal kab se tumhaaraa ho gayaa

    Pep

    siT

    V.c

    om

  • Top Bollywood Lyrics 1960 2006

    By www.PepsiTV.com

    4

    chalate ho zoom ke, badalee hain chaal bhee

    naino mein rang hai, bikhare hain baal bhee

    kis dilarubaa kaa najaaraa ho gayaa

    apanaa wo jor hai, apanaa wo shor hai

    hum ko hain sab pataa, dil mein jo chor hai

    ye chor kaise gawaaraa ho gayaa

    kaisaa ye pyaar hai, kaisaa ye naaj hai

    hum bhee to kuchh sune, hum se kyaa raaj hai

    achchhaa to ye dil humaaraa ho gayaa

    Hindi Song Title: Aane Se Uske Aaye Bahaar

    Hindi Movie/Album Name: JEENE KI RAAH

    Singer(s): MOHD RAFI

    badi mastani hay meri mehbooba

    meri zindigani hay meri mehbooba

    iss hawa ko mein to us ka lehrata aanchal kahooon ga

    iss ghata ko mein to us ki aankhoon ka kajal kahoon

    ga

    kaliyon ka bachpan hay phoolon ki jawani hay meri

    mehbooba, mehbooba

    badi mastani hay meri mehbooba

    beet jate hein pal kat jati hein barkha ki raatein

    ham na jane kiya kiya karte rehte hein aapas mein

    batein

    mein thoora diwana thoori si diwani hay meri

    mehbooba

    badi mastani hay meri mehbooba

    aaa aa aa aa aa a aa

    o oo o o ooo o o ooo

    saamne mein sab kay naam us ka nahi ley sakoon ga

    wo sharam kay marey rooth jaye to mein kiya karoon

    ga

    hooron ki malika hay pariyon ki rani hay meri

    mehbooba

    badi mastani hay meri mehbooba

    hmmm hmm hmmm hmmm hmmm

    a a a a a a a a aa a

    hmmmm hmmm hmm hmm hmm

    aa a a a a a a aaa a

    Hindi Song Title: Aanewala Pal Jaane

    Hindi Movie/Album Name: GOLMAAL

    Singer(s): KISHORE KUMAR

    Hmmmm Mmmm Aha Ha Ha Hey Hey Hey

    Hmmmm Hmmmm

    Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)

    Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh

    Jaanewala Hai Ho Ho

    Aanewala Pal Jaanewala Hai

    Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh

    Jaanewala Hai

    Ek Baar Yoon Mili Maasoom Si Kali (2)

    Ho Khilte Hue Kahaan Pushpaash Mein Chali

    Dekha To Yahin Hai Dhundha To Nahin Hai Pal Jo

    Yeh

    Jaanewala Hai Ho Ho

    Aanewala Pal Jaanewala Hai

    Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh

    Jaanewala Hai

    Ek Baar Waqt Se Lamha Gira Kahin (2)

    Wahaan Dastan Mili Lamha Kahin Nahin

    Thoda Sa Hasaake Thoda Sa Rulaake Pal Ye Bhi

    Jaanewala

    Hai Ho Ho

    Aanewala Pal Jaanewala Hai

    Ho Sake To Iss Mein Zindagi Bitaado Pal Jo Yeh

    Jaanewala Hai Ho Ho

    Aanewala Pal Jaanewala Hai (2)

    Hindi Song Title: Aankhein Khuli Ho Ya Ho Band

    Hindi Movie/Album Name: MOHABBATEIN

    Singer(s): LATA MANGESHKAR, UDIT NARAYAN,

    UDBHAV, MANOHAR

    Udit: Aankhein khuli ho ya ho band,

    Deedar unka hota hai.

    Kaise kahoon main o yaara,

    Ye pyar kaise hota hai.

    Boy 1: Aankhein khuli ho ya ho band,

    Deedar unka hota hai.

    Boy 2: Aankhein khuli ho ya ho band,

    Deedar unka hota hai.

    Boy 3: Kaise kahoon main o yaara,

    Ye pyar kaise hota hai.

    Udit: Aankhein khuli ho ya ho band,

    Deedar unka hota hai.

    Kaise kahoon main o yaara,

    Ye pyar kaise hota hai.

    Boy 1 & 3: Aaj hi yaaron kisi pe marke dekhenge

    hum,

    Girl 1 & 2: Pyar hota hai ye kaise kar ke dekhenge

    hum.

    Boy 2: Kisi ki yaadon mein khoye hue,

    Khaabon ko hum ne saja liya.

    Girl 2: Kisi ki baahon mein soye hue.

    Apna usse bana liya.

    Pep

    siT

    V.c

    om

  • Top Bollywood Lyrics 1960 2006

    By www.PepsiTV.com

    5

    Udit: Aye yaar pyar mein koi,

    Aye yaar pyar mein koi Na jaagta na sota hai.

    Kaise kahoon main o yaara ye pyar kaise hota hai.

    Mukhda

    Boy 1: Aankhein khuli ho ya ho band,

    Deedar unka hota hai.

    Boy 3: Kaise kahoon main o yaara,

    Ye pyar kaise hota hai.

    Girl 1 & 2: Kya hai jaadu hai koi, bas jo chal jaata

    hai.

    Boy 1 & 2: Tod ke pehre hazaaron, dil nikal jaata hai.

    Girl 3: Door kahin aasmanon par hote hain ye saare

    faisale

    Boy 3: Kaun jaane koi humsafar kab kaise kahan mile

    Udit: Jo naam dil pe ho likha

    Jo naam dil pe ho likha, ikrar ussi se hota hai.

    Kaise kahoon main o yaara, ye pyar kaise hota hai.

    Mukhda

    Boy 1: Aankhein khuli ho ya ho band,

    Deedar unka hota hai.

    Boy 2: Aankhein khuli ho ya ho band,

    Deedar unka hota hai.

    Boy 3: Kaise kahoon main o yaara, Ye pyar kaise hota

    hai.

    Hindi Song Title: Aaja Shaam Hone Aayi

    Hindi Movie/Album Name: MAINE PYAAR KIYA

    Singer(s): LATA MANGESHKAR &

    S.P.BALASUBRAHMANYAM

    Aaja shaam hone aayi

    Mausam ne li angdaai

    Aaja shaam hone aayi

    Mausam ne li angdaai

    To kis baat ki hai ladaai

    Tu chal main aayi

    Tu chal main aayi

    Aaja shaam hone aayi

    Mausam ne li angdaai

    To kis baat ki hai ladaai

    Tu c